Friday, February 20, 2015

Biography of Benazir Bhutto

Benazir Bhutto

Benazir Bhutto

Benazir Bhutto

Benazir Bhutto

Benazir Bhutto

Benazir Bhutto


Benazir Bhutto


Benazir Bhutto

Benazir Bhutto


Biography of Benazir Bhutto


Benazir Bhutto was born on June 21, 1953, at Karachi's Pinto Hospital, Pakistan. She was the eldest child of former Premier Zulfikar Ali Bhutto and and Begum Nusrat Bhutto. She had three younger siblings Murtaza, Shahnawaz and Sanam. Benazir went to school in Karachi through high school. She passed her O-level examinations at the age of 15. She then went on to complete her A-Levels at the Karachi Grammar School. From 1969 to 1973 she attended Radcliffe College in the United States. Between 1973 and 1977 she took a wide variety of courses in international law and diplomacy, economics, philosophy and politics.

Benazir Bhutto returned to Pakistan in June 1977. She came back to Pakistan to attend his burial ceremony when her younger brother Shah Nawaz died under mysterious circumstances in July 1984 in Paris. She got married Asif Ali Zardari on 18 December 1987 in Karachi. The couple had three children: two daughters Bakhtawar and Asifa and a son named Bilawal.

Benazir Bhutto became the first female prime minister of Pakistan in 1988. In 1993, Bhutto was elected for a second term after the 1993 parliamentary elections. On June 2006, she received an Honorary LL.D degree from the University of Toronto. Benazir Bhutto was moved to Dubai with her children, after her defeat in the general election of 1997. After almost 9 Years in 2007 she returned to Pakistan. General Pervez Musharraf was present during this time. 

Benazir Bhutto was assassinated on December 27, 2007, as a gun and bomb suicide attack immediately after she had addressed an election rally of Pakistan People’s Party (PPP) at Rawalpindi’s Liaquat Bagh Park. It was the same place where Pakistan’s first Prime Minister Liaquat Ali Khan was assassinated on October 16, 1951, just after four years of independence. Benazir’s Assassination is a mystery that whether it was a suicide attack or a target killing and that is yet to decide. The matter is under investigation. The government of Pakistan has deputed Scotland Yard team to investigate the matter.

Benazir Bhutto was the two time Prime Minister of Pakistan the Chairperson of the PPP and the first lady Prime Minister of the Muslim world. She was an intelligent woman, wise and experienced politician and the most prominent political figure of the world. The attack targeting Pakistan’s most Prominent opposition leader dealt a new shock to a world already troubled by political terrorism and clouded the process of the general election and country’s political failure. 

Benazir’s father, Zulfiqar Ali Bhutto, the former Prime Minister was executed also in Rawalpindi on April 4, 1979, whose execution was a controversial conspiracy to murder or judicial murder. Her youngest brother Shahnawaz Bhutto was found mysteriously dead on July 18, 1985, while living in exile in France. Her other brother Murtaza Bhutto was killed in a mysterious shooting outside his home in Karachi on September 20, 1996. Her younger sister, Sanam Bhutto has not engaged herself in politics. Benazir sacrificed her life for the sake of democracy like her other family members. She has left behind her grieved husband Asif Ali Zardari, two daughters and a son.

The president, Pervez Musharraf announced a three day national morning for. On December 28, 2007, she was buried amid most grief, shock and anger at Ghari Khuda Bakhsh in Larkana next to her father Z.A Bhutto in her family mausoleum. The coffin was draped with the green, red and black tricolour of the PPP. Moumers wept inconsolably and beat their chests at the funeral. Benazir’s killing was widely condemned at both national and international level. Her tragic death is a great loss to democracy. The tragic death of the daughter of the east leaves behind an indelible legacy. A pall of gloom and grief, a wave of anger and anxiety and many unanswered questions, not only as to who killed her and why but also on the very future of Pakistan. Pakistan has to bear a heavy political, economic and financial loss after her death now. Tolerance, forbearance and wisdom are the need of time. It is a high time to provoke emotions of nationalism among the people.

You can read in this page benazir bhutto biography in urdu, biography of benazir bhutto in urdu, history of benazir bhutto in urdu, biography of benazir bhutto in hindi, history of benazir bhutto in urdu, life history of benazir bhutto in urdu.

 Benazir Bhutto Zulfikar Ali Bhutto ki bari saheb zadi 21 June 1953 mein Karachi mein paida huyi’n. Benazir Bhutto ne ibtidayi taleem Lady Jennigs Nursery School aur Convent of Jesus and Mary Karachi mein hasil ki. is ke baad do sal Rawalpindi Presentation Convent mein bhi taleem hasi ki. jabkeh inhain baad mein Mary ke Jesus and Mary mein admition dilwaya gia. inhon ne 15 saal ki umer mein O level ka exam pas kia. April 1969 mein inhon ne Hardwar University ke Radcliffe College mein dakhla lia. Benazir Bhutto ne Harvard University se 1973 mein Political science mein Graduation kia. Is ke baad inhon ne Oxford University mein dakhlah lia jahan se inhon ne falsafah muashiyat aur siasyat mein M.A kia is doran Benazir Oxford University Union ki sadder bhi rahin.

Benazir taleem hasil karne ke baad June 1977 mein Pakistan wapis aayin. Pakistan puhanchne ke do hafte baad general Zia-ul-Haq ne Zulfikar Ali Bhutto ki muntakhab hokumat ka takhta ulat kar iqtadar par qabza kar lia. General Zia-ul-Haq ne Zulfiqar Ali Bhutto ko jail
bheijne ke sath sath mulk mein marshal law nafiz kar dia aur sath hi Benazir ko ghar mein nazar band kar dia.
April 1979 mein supreme court of Pakistan ne Zulfiqar Ali Bhutto ko qatal ke aik mutnaza case mein phansi ki saza di. 1983 mein Benazir ko jail se rehayi mili, jis ke baad inhone ne do saal tak bartanyah mein jila watni ki zindagi guzari. Isi doran Peoples party ke rehnumayon ne inhain parti ka sarbarah bana dia. Mulk se marshal law uthwaye jane ke baad jab April 1986 mein Benazir watan wapis aayin to Lahore Air port par in ka bhar pur istaqbaal kia gia.

Benezir Bhutto pakistan ki pehli khatoon wazir aazam thin. Pehli bar aap 1988 mein Pakistan ki wazeer azam bani lekin sirf 20 months ke baad is waqt ke sadar Pakstan Ghulam Ishaq Khan ne aathween tarmeem ko istemaal karte huye assembly ko khatam karte huye naye election karwaye gaye.

2 October 1990 ko mulk mein naye election huye jis mein muslim leeg nawaz aur Benazar hakumat ki mukhalif jamiti ne Islami Jamiat ne islami jamhuri ittehad ke naam se alliance banaya . Jis ke election mein aksaryat hasil ki. In intekhabat ke natijey mein Muslim leeg Nawaz ke sarbarah Nawaz Shareef wazir aazam ban gaye. Jabkeh Benazir hazbe ikhtalaf ban gayin.

1993 mein is waqt ke sadar ne Ghulam Ishaq Khan ke Nawaz Shareef ki hokumat ko bhi bad unwani ke ilzam mein bartaraf kar dia. jis ke baad October 1993 mein aam intekhabat huye. jis mein peoples parti aur is ke haleef jamait mamuli aksaryat se kaamyab huyain aur Benazir aik martabah phir wazir azam ban gayain. PPP ke apne hi sadar Faruq Ahmad Laghari ne 1996 mein bad amni aur bad unwani aur mawraye adalat qatal ke ilzamat laga kar Benazir ki hokumat ko bartaraf kar dia.

Benazir ne foji aamad Pervaiz Musharaf ki taraf se 3 November ko hangami halat ke nefaz aur mansaf azam Iftekhar Ahmed Chowdhury ko hatane ki robaru hemayat ki.

27 December 2007 ko jab Benazir Liaqat Baagh mein awami jalse se khetab karne ke baad apni gari mein baith kar Islamabad aarahi thin keh liqat Baagh ke markazi darwaze par peoples Parti youth organitation ke karkun Benazir Bhutto ke haq mein naare bazi kar rahe the. Is doran jab woh Parti karkun ke sath izhar yakjehti ke liye gari ki chat (roof) se bahir nikal rahi thin keh na malum shaksh ne in par firing kar di. isi hals mein gari ko bhaga kar Rawalpindi General Hospital le gia jahan woh zakhmon ki tab na late huye jaan bahaq ho gayin.
Source;136

No comments:

Post a Comment